Thursday, October 05, 2006

Shero Shayari

Merey aansoau ka moul nahi aur
kissi chhez ki umeed nahi
Asai he subha sai shaam dhalti rahegi
meri aatma ghut ghut kar marti rahegi

Khushiya dhondhaney nikla
pairo pain chaaley aa gaye
aapno ko dhondhaney nikla
dhusman samney aa gaye
( I went to look out for happiness but i found only blisters in life. When I went to look out for my own, I found out they were only my foes)




Majboori
Majboor hoon halath sai
varna hum bhi aadmi hai kaam key







Aalsi tattuo(donkey)
Kuch bhi karo oolta padtha hai
isliye charpai par padha hoon!
savera ott tha hoon too andera dikta haiisliye aankey moundey khada hoon!!


bewafa
Teri yado main harjaai
maine apni Jindgi lootaye
Aaj botal main jee rahe hoon
chupata tha mehfiloon mainaaj sareaam pe raha hoon!



Teri Khushi
Khush Raho Aabad raho
hamey kya Geela!!
par hamey barbaddh kartuhey kya Mila !!!!


Khoobsurat
Phool ho bahaar ho
ya resham ke taar ho!!
Lagti ho shabnam ki tarah
philati ANGAAR ho!!



yeah toh mai hoon
Kitni bhooli hoon aainay mei main
jhat sai sharmati hoon
phat phat dhodu main chaht par
fir ghar main ghoos jatee hoon
har baath main hasti hoon
sabko khoob hasanti hoon
darjn bhar dhushman hai merey
fir bhi rhoob jamaati hoon
kood kood kar chalti hoon main
ulti dhoodh lagatti hoongir jaao jo jatey peechey
sabko mooh chidhati hoon
Billi jaise aanko ko maingool gool ghoomati hoon
aa jai koi gar samney haathon mai mooh choopati hoon
sundar se goodiya lagti hoon main
par sher sman gorrati hoon
bijli chamkei ratoon ko main
chddar main ghoos jatti hoon
Aaina mujhey lagta sundar
kajaal khoob lagati hoon
tarrif karey jo meri koi
haskar main sharmati hoon!!!!!
Kitni anokhee kitnee pyari
aur kitni mastani hoon
dooniya mujhko kahey niraale
par main toh prem deewani hoon!!!





Jeevan ka haal

Sur nahi jeevan main koi,
na rahee koi taal
bus dukho main,
jeevan hua behaal
yeah jahaan lagtha hai jootha
woh jahhaan kahan karo tailash
phati aankhon sai bethi hoon kabsey
aab nahi jeenai kee aas
toota pahaad hai mujh par aur toota aasman
jaleem phasi hai jaan yaheen paar
nahi chootey mere praan

MERA SHRINGAR
Phoolon se bana hai kajal mera
Mehak rahi hain sansey
Muje dekhkar dharpan bol raha
Aaj kiske bhagh hai jaage
Kaliyon se bhari meri saadi
Aur zulfon me bahar
Phoolon se saj gaye aajmein
Mere mann ko ksika intezar
Har aahat pur chownk kar
Dharvaze par kadu nihar
Aaey chidiyan aawaz deehna
Kadeh ho joh saajan baahar
Meri payaliyan bol rahe kuch
Jab chaloon main ghar aangan
Sakhiyon sei inhay patha lagaa
Aaj aane waaleh saajan
Hawa bhaalon kho cheed rahee kyon
Jaise isko hai mujsey pyar
Sh.....sh..... Chup ho janaa shaam dhale jub
Mann meeth kada ho mere dwaar

No comments: